Roman script

kaise kaise lamhe aate hain

maan mein kai sawal laate hain

khoye the hum najane kaha

jo aaj khudse milne aaye hain

paal bhaar thi duriya

paal bhaar thi hasstiya

paal bhaar ka ye safar

laage sadiyon saa

beparda beparda beraagi

rooh ne rutba paya re

beparda beparda aab jaake

main ne khud ko paya re

ishq mera bejuban hai

nainon se kahe dil ke dasata

sang tere maifuzsa lage

aab na lage tanha rasta

paal bhaar ki duriya

hai aab najadikiya

paal bhaar main hee

tujhe aapna saa

Explore this song