Roman script

jo na hua vo hi abhi ho raha

mann bezubaan kuch naya keh raha

jaan le tujme hai kya

maan le koi ha wajah

dil hua belagaam hua hai dil belagaam

raat din subeh shaam hua hai dil belagaam

dil hua belagaam hua hai dil belagaam

raat din subeh shaam hua hai dil belagaam….

maine diya mera pata dil mere tere hai jaane kya

beimtihaan chahat yahaan to hai waha kya silsila

jaan le koi hai nasha maan le jo liye chala

dil hua belagaam hua hai dil belagaam

raat din subeh shaam hua hai dil belagaam

dil hua belagaam hua hai dil belagaam

raat din subeh shaam hua hai dil belagaam

Explore this song