Roman script

bekhudi ke nashe me dubo ke sab din agle pichle 

ek yaar ne dekha yaar ko aur dono chal nikle 
ke hai na jane tamanna ye hai na jane tamanna 

door khadi hai duniya dekho kaise haar ke 
paon ke niche bichhti jaye manzil pyar se 
ho door khadi hai duniya dekho kaise haar ke 
paon ke niche bichhti jaye manzil pyar se 
ab rukne ke nahi hum kah de sansar se
ke hai na jane tamanna ye hai na jane tamanna 
ke hai na jane tamanna ye hai na jane tamanna 
dil ki tarah se milti baahein kya hongi juda 
kho gaye jab hum ik duje me sang rahna sada 

humko to maut bhi na karpayegi juda 
ke hai na jane tamanna ye hai na jane tamanna 
ke hai na jane tamanna ye hai na jane tamanna 
bekhudi ke nashe me dubo ke sab din agle pichle 
bekhudi ke nashe me dubo ke sab din agle pichle 
ek yaar ne dekha yaar ko aur dono chal nikle

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Sadhana Sargam, Udit Narayan