Roman script
pehli najar me yeh ghayal ho gaya, dekha dubara toh pagal ho gaya pehli najar me yeh ghayal ho gaya, dekha dubara toh pagal ho gaya jaadu ka tere yeh kayal ho gaya dekha tujhe dil yeh dil, dekha tujhe dil yeh dil bekabu ho gaya, bekabu ho gaya pehli najar me yeh ghayal ho gaya, dekha dubara toh pagal ho gaya jaadu ka tere yeh kayal ho gaya dekha tujhe dil yeh dil, dekha tujhe dil yeh dil bekabu ho gaya, bekabu ho gaya jaane yeh kya hone laga mujhko, dekhu jaha dekhu waha tujhko naya naya lagta hai sawera, baate teri karta hai andhera jawani ka mausam mehakne laga, nasha woh chadha mai behakne laga akele me aata nahi chain ab, bina tere sachmuch adhura hai sab bin tere jina ab mushkil ho gaya, dekha dubara toh pagal ho gaya jaadu ka tere yeh kayal ho gaya dekha tujhe dil yeh dil, dekha tujhe dil yeh dil bekabu ho gaya bekabu ho gaya chori chori aankho me sama ke, aankho se sidhe dil me aake meri teri aankh ladi jab se, hosh nahi nind nahi tab se tera roop har shabd me geet hai, tera jikr har sur me sangeet hai kawal chand baadal sitara hai tu, najar hoon mai mera najara hai tu jivan ka rasta ab manjil ho gaya, dekha dubara toh pagal ho gaya jaadu ka tere yeh kayal ho gaya dekha tujhe dil yeh dil, dekha tujhe dil yeh dil bekabu ho gaya bekabu ho gaya pehli najar me yeh ghayal ho gaya, dekha dubara toh pagal ho gaya jaadu ka tere yeh kayal ho gaya dekha tujhe dil yeh dil, dekha tujhe dil yeh dil bekabu ho gaya bekabu ho gaya
Song details
- Singer: Alka Yagnik
- Singer: Udit Narayan
- Film / album: Beqabu (1996)
- Composer: Anu Malik
- Lyricist: Nida Fazli
- Actor: Sanjay Kapoor
- Actor: Mamta Kulkarni
- Actor: Himani Shivpuri
- Actor: Mohan Kapoor
- Actor: Amrish Puri
- Actor: Ashok Kumar
- Actor: Shakti Kapoor
- Actor: Guddi Maruti
Song video
singer: Alka Yagnik, Udit Narayan
actor: Mamta Kulkarni, Sanjay Kapoor