Roman script

behoshi nasha khusabu kya kya na hamari sanso me

uljhi hai meri sanse

uljhi hai meri sanse kuch aise tumhari sanso me

madhoshi ka manjar hai kuch mitha gulabi sa

kuch mitha gulabi sa

bijali si lapkati hai

bijali si lapkati hai chhune se tumhare sanso me 

behoshi nasha khusabu kya kya na hamari sanso me

uljhi hai meri sanse

uljhi hai meri sanse kuch aise tumhari sanso me

behoshi nasha khusabu kya kya na hamari sanso me

khusabu kya kya na hamari sanso me

rah rah ke dhadakta hai ehsas tumhara ye

ehsas tumhara ye

bhige hai pasine me

bhige hai pasine me thandi si jalan hai sanso me

behoshi nasha khusabu kya kya na hamari sanso me

uljhi hai meri sanse

uljhi hai meri sanse kuch aise tumhari sanso me

behoshi nasha khusabu kya kya na hamari sanso me

khusabu kya kya na hamari sanso me

fursat se hi utarega aakho se tumhara surur

aakho se tumhara surur

iss pal to mahakti hai 

iss pal to mahakti hai khusabu hi tumhari sanso me

behoshi nasha khusabu kya kya na hamari sanso me

uljhi hai meri sanse

uljhi hai meri sanse kuch aise tumhari sanso me

behoshi nasha khusabu kya kya na hamari sanso me

behoshi nasha khusabu kya kya na hamari sanso me

behoshi nasha khusabu kya kya na hamari sanso me

Explore this song