Roman script
behla do, phusla do, balon ko sehla do hum chup ho jayenge arey hum to bacche hai, thode se kacche hai hum chup ho jayenge pal mein machle hai, pal mein sambhle hai na jane kyu sab ko lagta hai yehi baccho ka dard koi dard hi nahi chane ke jhad pe chadha ke utar do hum chup ho jayenge arey hum to bacche hai thode se kacche hai hum chup ho jayenge bas dhyan bata do, aeroplane dikha do hum chup ho jayenge jab chot lagey to bas kuch karo hum chup ho jayenge table se takraye to table ko phatkar do hum chup ho jayenge arey hum to bacche hai thode se kacche hai hum chup ho jayenge pal mein machle hai, pal mein sambhle hai na jane kyu sab ko lagta hai yehi baccho ka dard koi dard hi nahi, nahi, nahi, nahi ye dilasa dila do, ice cream khila do hum chup ho jayenge jab ankh bhar aaye to godi mein tehla do hum chup ho jayenge sher bhi kabhi rote hain keh ke palla jhad lo hum chup ho jayenge arey hum to bacche hai thode se kacche hai hum chup ho jayenge pal mein machle hai, pal mein sambhle hai na jane kyu sab ko lagta hai yehi baccho ka dard koi dard hi nahi, nahi, nahi, nahi ye
Song details
- Singer: Firoza 1
- Singer: Armaan Malik
- Film / album: Chillar Party (2011)
- Composer: Amit Trivedi
- Lyricist: Nitesh Tiwari
- Actor: Irrfan Khan
- Actor: Sanath Menon
- Actor: Rohan Grover
- Actor: Naman Jain
- Actor: Aarav Khanna
- Actor: Vishesh Tiwari
- Actor: Chinmai Chandranshuh
- Actor: Vedant Desai
- Actor: Divji Handa
- Actor: Shriya Sharma
- Actor: Ranbir Kapoor
- Actor: Rajesh Sharma
- Actor: Rajendra Sethi
- Actor: Pradeep Kabra
- Actor: Ravi Jhankal
Song video
singer: Firoza 1, Armaan Malik