Roman script

aisa lage jaise sadiyan biti 

jaise wo din phir laut aaye 

bite pal yaad aaye 

phir chahe log bole barbaad hain 

pas mein jo teri yaad hain 

chadh gaya hain re ishq ka aisa nasha 

madhosh hun madhosh hun 

tere pyar mein tere pyar mein 

barbaad tune kar diya 

raj ko raj hi rakha hota 

kya jane kya kya hota 

paoge bas pyar hi pyar 

ye jane ye jane  

jene se pahle marna kyu 

mane preet ki kari aur karaar jani 

murkh lik lagaye murkh lik lagaye 

murkh lik lagaye sawan bita jaye 

aaj phir udne ka ji hain bana 

chand ka rasta mujhe phir se dikha 

arey maula maula mere maula 

maula maula mere maula 

itne jwabon ko dhundhna hain nahi 

rasta samjh le aajad dil ka 

ud ke tu jayega wahi 

bandhan tod ke abhi tu ud ja re 

pinjar chhod ke kahi bhi ud ja re 

uljhan chhod ke yun hi tu ud ja re 

manzil dhundh ke kahi tu ud ja re 

naina baan padi mere naina baan oadi 

chit chadhi mere madhur murat 

? vich aan ladi aali re 

naina baan padi aali re 

kisi ne kaha teri puchh mein basi hain teri khushi 

tu puchh ko pakadne nikla 

jindagi bhar gol gol ghumta rah gaya 

duniya sirf duniya hain teri jindagi nahi

Explore this song