Roman script
beet rahi pooja ki ghadiya ab mat der lagao beet rahi pooja ki ghadiya ab mat der lagao thakur puche hum sab puche jald pujari aao, jald pujari aao lo dekho aa gaya bahen main chalo karo tyari, chalo karo tyari phal ka bandar nahi aaj mandir ka bano pujari mandir ka bano pujari
Song details
- Film / album: Kashinath (1943)
- Composer: Pankaj Mullick
- Lyricist: Pandit Bhushan