Roman script

bedard zamana kya jane 

bedard zamana kya jane

hum kaise hai kis hal me hai 

bedard zamana kya jane

jis gul me nahi khushbu ki mahak

jis gul me nahi khushbu ki mahak

bulbul ka tarana kya jane

bedard zamana kya jane

jis dil me nahi bijli ki tadap

jis dil me nahi bijli ki tadap

naino ka naino ka nishana kya jane

bedard zamana kya jane

jis aankh ne shama dekhi na ho

jis aankh ne shama dekhi na ho

darde parwana kya jane

darde parwana kya jane

jise laila or majnu ka ilm nahi

jise laila or majnu ka ilm nahi

ulfat ka ulfat ka fasana kya jane

bedard zamana kya jane

hum kaise hai kis hal me

bedard zamana kya jane

bedard zamana kya jane

haye kya jane

Explore this song