Roman script

bedard anadi sanwariya 

bedard anadi sanwariya 

mere man ki lagan samjha hi nahi

bedard anadi sanwariya 

wo jane to jane bhi kaise 

kabhi hal mera puchha hi nahi 

bedard anadi sanwariya ho sanwariya 

main kaise kahun unki meri 

kuch bat nahi aur bat bhi hai 

jiwan ki lambi raho me 

wo sath nahi aur sath bhi hai 

manjil ka pata wo kya jane 

manjil ka pata wo kya jane 

kabhi usne kadam rakha hi nahi 

bedard anadi sanwariya 

kuch mithe mithe sapno ka

sansar basaya naino me 

kuch chitr banaya hatho se

ek chitr banaya naino me 

ek chitr banaya naino me 

ek chitr kisi ne dekh liya 

ek chitr kisi ne dekh liya 

ek chitr abhi dekha hi nahi 

bedard anadi sanwariya 

mere man ki lagan samjha hi nahi

bedard anadi sanwariya ho sanwariya

Explore this song