Roman script

ab to beda paar hai mai hu mera yaar hai

ab to beda paar hai mai hu mera yaar hai

or dhum dhadkke ki ye sham

mauka achchha hai aish kar le tu yara 

ye chance pura cash kar le tu yara

mauka achchha hai aish kar le tu yara 

ye chance pura cash kar le tu yara

kaisi pata tha dunia yu matvali bhi hogi

music bhi or dance bhi colerdari bhi hogi

oye hum jo dono mil jayenge pyar bhi paisa bhi

ab tak mai divana tha ab divani bhi hogi

chutki mari to milta hai 

chutki mari to mil jaye jo chahega man

ab to hum khayenge beta dono time chicken

ab to beda paar hai mai hu mera yaar hai

ab to beda paar hai mai hu mera yaar hai

or dhum dhadkke ki ye sham

mauka achchha hai aish kar le tu yara 

ye chance pura cash kar le tu yara

mauka achchha hai aish kar le tu yara 

ye chance pura cash kar le tu yara

dekh lo ji dekhna sapne dekhne vale ko

man hi man kis duniya me ye rahta hai

tunke ka sahara lekar bahta hai

koi isko samjha de to behtar hai

jane kis chakkar me ye ghanchakkar hai

jane kya se kya socha hai pagla hai

pagla hai pagla hai pagla hai re

hosh vosh ki bato ko tu maar de ab goli

darling kyu na hum bole jo pyar ki hai boli

kabhi shopping karni ho to idhar chali aana

maine dukan sapno ki hai aankho me kholi

bech raha hu dil

bech raha hu dil ye apna aadhe rate pe 

patak patak ke fod diya sir tere gate pe

ab to beda paar hai mai hu mera yaar hai

ab to beda paar hai mai hu mera yaar hai

or dhum dhadkke ki ye sham

mauka achchha hai aish kar le tu yara 

ye chance pura cash kar le tu yara

mauka achchha hai aish kar le tu yara 

ye chance pura cash kar le tu yara

Explore this song