Roman script

bechainiya badhne lagi samjhe na ye dil kya hua

betabiya badhne lagi samjhe na ye dil kya hua

ye hawaye ye fazaye kehti hai chupke se kya

main kahin dil kahin jane hoga kya

bechaniya badhne lagi samjhe na ye dil kya hua

jalwa teri ada ka hai bepanah

masti ka mujhpe kaisa hai jaadu chada hua

sanse dari dari hui hain piya

is dil ki dhadkano me kyun tufan hai utha

main kahin dil kahin jane hoga kya

bechainiya badhne lagi samjhe na ye dil kya hua

tere badan ki chandni aag hai

mushkil bahut hai bachna ab ho jayegi khata

main khud se ho gayi hun ab bekhabar

kya ishq rang layega mujhko nahi pata

main kahin dil kahin jane hoga kya 

bechaniya badhne lagi samjhe na ye dil kya hua

betabiya badhne lagi samjhe na ye dil kya hua

ye hawaye ye fazaye kehti hain chupke se kya

main kahin dil kahin jane hoga kya

Explore this song