Roman script

aakhe churaati subha phir wahi 

baahe chhudati hawa phir wahi 

ummido ko tadpaati kaid karti

bechainiyan phir wahi 

dhoop ki kharaashe phir wahi hai

chhav ki kharoche phir wahi hai

ummido ko tadpaati kaid karti 

bechainiyan phir wahi 

main ghar se nikal gayi dur 

main thak ke ho gayi chhur chhur 

main dhamkaaye bhatkaaye raahe kare tabhahiya phir wahi 

main aage naa chal paau

main piche naa mud paau main 

hain pal pal dal dal khichta 

kare barbadiyan phir wahi 

dhoop ke ye vaar phir wahi hai

chhav ke ye ghaav phir wahi hai 

ummido ko tadpaati kaid karti 

bechainiyan phir wahi 

bechainiya bechainiya bechainiya bechainiya

betaabiyan betaabiyan betaabiyan betaabiyan 

tanhaayiyan tanhaayiyan tanhaayiyan tanhaayiyan

phir wahi, phir wahi, phir wahi, phir wahi 

bedardiyan, bedardiyan, bedardiyan, bedardiyan

barbaadiyan, barbaadiyan, barbaadiyan, barbaadiyan

tabahiyan, tabahiyan, tabahiyan, tabahiyan

phir wahi, phir wahi, phir wahi, phir wahi

Explore this song