Roman script

bechain hu mai betab hai tu

bechain hu mai betab hai tu

kya yaar kare aa pyar kare

dil ki marzi rab ki marzi

kyu sab ki marzi ka intzar kare

bechain hu mai betab hai tu

bechain hu mai betab hai tu

kya yaar kare aa pyare kare

dil ki marzi rab ki marzi

kyu sab ki marzi ka intzar kare

aa pyar kare aa pyar kare aa pyar kare

ab hosh me wapis kya aana

madhosh hai hum madhosh rahe

ab hosh me wapis kya aana

madhosh hai hum madhosh rahe

aankho aankho me bate ho

ye hoth magar khamosh rahe

aa gaya wado ka mausam

aise me wade hum do char kare

aa pyar kare aa pyar kare

aa pyar kare aa pyar kare

ik nam tera ek naam mera

do nam magar ek jaan sanam

ik nam tera ek naam mera

ek nam magar ek jaan sanam

kuch bhi kah lo kuch bhi kar lo

ye pyar nahi aasan sanam

pyar agar hai aag ka dariya

dub ke is dariya ko par kare

aa pyar kare aa pyar kare

aa pyar kare aa pyar kare

bechain hu mai betab hai tu

kya yaar kare aa pyar kare

dil ki marzi rab ki marzi

kyu sab ki marzi ka intzar kare

Explore this song