Roman script

bechain hokar tu milne jo aayi

bairan hawa ne chunariya udaayi

ho bechain hokar tu milne jo aayi

bairan hawa ne chunariya udaayi

bairan hawa ne dhoka diya re re re

bairan hawa ne dhoka diya re

chaand jaise mukhde ko dekha piya ne

chaahat ye meri kya rang laayi

bairan hawa ne chunariya udaayi

deewaana dil hai, deewaani dhadkan

ye haal tumko bataayega kangan 

khanan khanan khanan khanan

betaab rehta har pal mera man

paagal banaaye teri paayal ki chhan chhan 

chhanan chhanan chhanan chhanan

lagti hai tum bin ye duniya paraayi

bairan hawa ne chunariya udaayi

bechain hokar tu milne jo aayi

bairan hawa ne chunariya udaayi

jab se lagi meri tumse lagan

mehaki hawaaye chalati hai san san

chhute kabhi na mohabbat ka daaman

janmo janam rahe tu mera saajan

sajan sajan sajan sajan

mehki tamanna hai rut muskuraayi

bairan hawa ne chunariya udaayi

bechain hokar tu milne jo aayi

haay bairan hawa ne chunariya udaayi

bairan hawa ne dhoka diya re re

ho o o bairan hawa ne dhoka diya re

chaand jaise mukhade ko dekha piya ne

chaahat ye meri kya rang laayi

haay bairan hawa ne chunariya udaayi

bairan hawa ne chunariya udaayi

Explore this song