Roman script

bechain bahut hu deedar karuga
bechain bahut hu deedar karuga
mandir jake pandit se ikrar karunga
main tujhse hi payar karunga 
main tujhse hi payar karunga 
bechain bahut hu deedar karuga
mandir jake pandit se ikrar karunga
main tujhse hi payar karunga 
main tujhse hi payar karunga 
mere jivan ke taale ki tu hi chabi hai 
main hu kaidimujhe khol de 
mere jivan ke taale ki tu hi chabi hai 
main hu kaidimujhe khol de 
dil diya hai o dil liya hai 
to dil ki rani dil ka maula de 
tere alawa jo nari hai bahan ya bhabhi hai 
bechain bahut hu deedar karuga
mandir jake pandit se ikrar karunga
main tujhse hi payar karunga 
main tujhse hi payar karunga 
tu laila main hu majnu deewana
ek se do ho to hai maja
tu laila main hu majnu deewana
ek se do ho to hai maja
main adhura hu haye main adhura hu
tu aake pura bana ja 
tu jo chahe gulshan kar de mera deewana
bechain bahut hu deedar karuga
mandir jake pandit se ikrar karunga
main tujhse hi payar karunga 
main tujhse hi payar karunga 
tu jo dulha banakar doli le aau 
meri aankho ka sapna hai tu 
tu jo dulha banakar doli le aau 
meri aankho ka sapna hai tu 
meri duniya mein ho meri duniya mein
duniya ka jlwa hai tu 
tu badli banke barse main sawan ban aau
bechain bahut hu deedar karuga
mandir jake pandit se ikrar karunga
main tujhse hi payar karunga 
main tujhse hi payar karunga

Song details

Song video

Watch on YouTube