Roman script

katal karna hai to

mehndi lage hatho se karo 

katal karna hai to

mehndi lage hatho se karo 

range ulfat bhi rahe 

khun ki holi bhi rahe 

bewafa bawafa nahi hota 

bewafa bawafa nahi hota 

khtam ye fasla nahi hota 

bewafa bawafa nahi hota 

kuch to majburiya rahi hongi 

kuch to majburiya rahi hongi 

yu koi bewafa nahi hota 

yu koi bewafa nahi hota 

khtam ye fasla nahi hota 

bewafa bawafa nahi hota 

jee bahut chahta hai sach bole 

jee bahut chahta hai sach bole 

kya kare hausla nahi hota 

kya kare hausla nahi hota 

jyada pikar behakne lagte hai 

jyada pikar behkane lagte hai 

kam piye to nasha nahi hota 

kam piye to nasha nahi hota 

khtam ye fasla nahi hota 

bewafa bawafa nahi hota 

raat ka intzaar kaun kare 

raat ka intzaar kaun kare 

aaj kal din me kya nahi hota 

khtam ye fasla nahi hota 

bewafa bawafa nahi hota

Explore this song