Roman script

sher ka hai saala, jigar matwaala

sher ka hai saala, jigar matwaala

jisne hai jaadu kar daala, tez dhaar se do naina

naujawan ka kya kehna, shoorveer arjun ka sarwala

bade dilwala, jo khole har taala

bade dilwala, ameero ka diwala

bade dil daar chaar baar maar daala

bade dilwala

do agan me, hum pagal me dil sambhal ke hai girta

aise bal kya, paav se bal hai

deep trouble me dil padta

kya masal hai, ke masal ke dil pe dil hai marta

chhaati pe hai jiske til kaala

bade dilwala, banungi brijbaala

bade dilwala, haye daalungi varmala

bade dil daar chaar baar maar daala

bade dilwala

sher ka hai saala, jigar matwaala

sher ka hai saala, jigar matwaala

jisne hai jaadu kar daala, jai jawan ka adhikari

dushman pe jo hai bhaari, shoorveer dharti ka rakhwala

bade dilwala, tirange ko sambhala 

bade dilwala, ye hero hai nirala 

bade dil daar chaar baar maar daala

bade dilwala

aaya hu main jo yaha pe, hongi khushiya dher saari

banke khwaabo ki sawari aayegi re railgaadi

mera saaya jo saath ho, darne ki phir na baat ho

sankat bhi dum daba ke bhaaga re bhaaga

bhuto ki jo baraat ho unki langot haath ho

jaise ke robinhood ka sala mera ye bol baala

bade dilwala, jo khole har taala

bade dilwala, ameero ka diwala

bade dil daar chaar baar maar daala

bade dilwala

volume dhadkan ka badhne laga hai

fever sa jaise chadhne laga hai, chadhne laga hai

for the first time dil jagne laga hai

khud ki feeling se darne laga hai, darne laga hai

ab to paper me gossip ye chhapne laga hai

ke tu hai yusuf main hu madhubala, bade dilwala

jaise ho talka ye jin ho, aise wonder ye karta

jaise kharche aasman ye waise thunder hai karta

aise zulmi pe girega, jaise hunter hai padta

dynamite ka jaise ho masala

bade dilwala, ye hero hai nirala

bade dilwala, hai haath me jaise jwala

bade dil daar chaar baar maar daala

bade dilwala re dilwala dilwala

bade dilwala bade dilwala 

bade dilwala, ameero ka diwala

bade dil daar chaar baar maar daala

bade dilwala re dilwala, dilwala

bade dilwala, ye hero hai nirala

bade dilwala bade dilwala, dilwala

bade dil daar chaar baar maar daala

bade dilwala

Explore this song