Roman script

dhime se aa rahi hai sadaye aasma se

koi bat hai hai nazare bhi ye sare khushnuma se

dhime se aa rahi hai sadaye aasma se

koi bat hai hai nazare bhi khushnuma se

pyar ki hai barishe ud chala hai kahi

tez jaise chale pawan 

banwara man man man kuch na jane

banwara man man man kyu na jane

laye sapne jinko dekhe ye nayan

ye to bharna chahe baho me gagan

banwara man

khwabo ka shaher din ke har paher

jaise bulaaye mujhe 

chahe dil mera le chalu waha 

bin bataaye main tujhe 

har ghadi pyar ka ab to mausam lage

pyar banke ghata barse ho jaise sawan

banwara man man man kuch na jane

banwara man man man kyu na jane

laye sapne jinko dekhe ye nayan

ye to bharna chahe baho me gagan

banwara man

palko ki dagar hoyi hai shehar

khushiyo ka ek khat liye

dekhe ab jidhar meri ye nazar 

jalte hai lakho diye

jagu mai rat bhar kar ke sapno me basar

puri ho chahte karta hai ye sau jatan 

banwara man man man kuch na jane

banwara man man man kyu na jane

laye sapne jinko dekhe ye nayan

ye to bharna chahe baho me gagan

banwara man, banwara man

Explore this song