Roman script

nahi nahi abhi nahi nahi abhi nahi

abhi nahi yara bajne de barah

tab mai karungi tujhko ishara

abhi nahi yara bajne de barah

tab mai karungi tujhko ishara

battiya bujhengi dhadkane badhengi

jo chahe kar lena tu

abhi nahi yara bajne de barah

tab mai karungi tujhko ishara

battiya bujhengi dhadkane badhengi

jo chahe kar lena tu

samjhti hu mai irada tera 

hai dawa tera to wada mera

samjhti hu mai irada tera 

hai dawa tera to wada mera

jaldi fir ye kyu sanam ho jayenge ek hum

jaldi fir ye kyu sanam ho jayenge ek hum

battiya bujhengi dhadkane badhengi

jo chahe kar lena tu

andhera hoga abhi kuch pal me

chipa lungi mai tujhe aanchal me

andhera hoga abhi kuch pal me

chipa lungi mai tujhe aanchal me

naye saal ka naya safar  jo na bhulega umar bhar

naye saal ka naya safar  jo na bhulega umar bhar

battiya bujhengi dhadkane badhengi

jo chahe kar lena tu

abhi nahi yara bajne de barah

tab mai karungi tujhko ishara

battiya bujhengi dhadkane badhengi

jo chahe kar lena tu

Explore this song