Roman script

are bate kahi aur bana

bate kahi aur bana yaha baat nahi ban ne ki

o chalbaaj hum samajh gaye teri chaal nahi chalne ki

babu tata o mister tata, o babu tata

pahchan liya ab jaiye ban ban ke na yu ghabraiye

pahchan liya ab jaiye ban ban ke na yu ghabraiye

hatho se dil ko thaam ke mat jhuti kasame khaiye

ab to ji bigad gayi

ab to ji bigad gayi baat nahi ban ne ki

o chalbaaj hum samajh gaye teri chaal nahi chalne ki

babu tata o mister tata, o babu tata

ab chahe khusamad kijiye ya aankh me aanchal lijiye

ab chahe khusamad kijiye ya aankh me aanchal lijiye

ya rasta mera rok ke daman se hawaye dijiye

dil me mere ulfat ki

dil me mere ulfat ki aag nahi jalne ki

o chalbaaj hum samajh gaye teri chaal nahi chalne ki

babu tata o mister tata, o babu tata

tu dilwala mai bhi hasi dhokhe me na rahna kahi samjhe

tu dilwala mai bhi hasi dhokhe me na rahna kahi

bijali si chamak jaungi mai rah jaoge baithe yahi

chal diye hum ab to sanam 

chal diye hum ab to sanam chaav nahi milne ki

o chalbaaj hum samajh gaye teri chaal nahi chalne ki

babu tata o mister tata, o babu tata

Lyrics type by : Ruby Singh

Explore this song