Roman script

ye aankho se aankho ka milna hai kya

bina bole hotho ka hilna hai kya

mujhe inka matlab to samjhaiye 

khayalo me phulo ka khilna hai kya 

na yu chup raho mujhko aawaz do 

mujhe ghunt ke marne ki aadat nahi

batao tumhe

batao tumhe pyar kaise karu

batao tumhe pyar kaise karu

mujhe pyar karne ki aadat nahi

mai jaisa bhi hu ha jaisa bhi hu

samne hu khada

mujhe kuch chhupane ki aadat nahi 

batao tumhe pyar kaise karu

mujhe pyar karne ki aadat nahi

ye aankho se aankho ka milna hai kya

ye aankho se aankho ka milna hai kya

bina bole hotho ka hilna hai kya

mujhe inka matlab to samjhaiye

khayalo me phulo ka khilna hai kya 

na yu chup raho mujhko aawaz do 

na yu chup raho mujhko aawaz do 

mujhe ghunt ke marne ki aadat nahi

mujhe itni fursat mili hai kaha

mujhe itni fursat mili hai kaha

jo padta tumhare nayan ki gajal

mujhe aaj lagta hai sach man lo

ye chehara nahi hai gulabi kamal  

ye dil kaise chori kiya jayega

ye dil kaise chori kiya jayega

mujhe dil churane ki aadat nahi

mujhe kuch huya hai pata hai tumhe 

badi nam hawa hai pata hai tumhe

badan jal raha hai rago me magar  

lahu zam gaya hai pata hai tumhe 

lo sar jhuk gaya hai tumhe kya khabar 

lo sar jhuk gaya hai tumhe kya khabar 

mujhe sar jhukane ki aadat nahi

mai jaisa bhi hu ha jaisa bhi hu

samne hu khada

mujhe kuch chhupane ki aadat nahi 

batao tumhe pyar kaise karu

mujhe pyar karne ki aadat nahi

Explore this song