Roman script

china mina china hoye, china mina china 

china mina china hoye, china mina china 

basre se aayi hasina, kisi ne dil chhina 

bhari mehfil me kaise kahu

tere bina muskil hua mera jina 

china mina china hoye, china mina china 

china mina china hoye, china mina china 

dekhe aahsiq rabba re rum ke 

tumhe dekha to rah gayi main jhum ke 

ho dekhe aahsiq rabba re rum ke 

hay tumhe dekha to rah gayi main jhum ke 

ho tinna tinak tinn

ho tinna tinak tinn hoye 

zara mili nazare dhadak gaya sina 

china mina china hoye, china mina china 

basre se aayi hasina, kisi ne dil chhina 

bhari mehfil me kaise kahu

tere bina muskil hua mera jina 

ho china mina china hoye, china mina china 

jaani kuchh na milega dil mar ke 

kyun na lute maje aaj pyaar ke 

ho jaani kuchh na milega dil mar ke 

hay kyun na lute maje aaj pyaar ke 

ho tinna tinak tinn

ho tinna tinak tinn hoye

main teri anguthi hu, tu mera nagina 

china mina china hoye, china mina china 

basre se aayi hasina, kisi ne dil chhina 

bhari mehfil me kaise kahu

tere bina muskil hua mera jina 

ho china mina china hoye, china mina china 

pee le thode se aankho ke jaam se 

kya bataye gaye ham to kam se 

ho pee le thode se aankho ke jaam se 

hay kya bataye gaye ham to kam se 

ho tinna tinak tinn

ho tinna tinak tinn hoye

shardi me aa gaya hamko pasina 

kya ha 

china mina china hoye, china mina china 

basre se aayi hasina, kisi ne dil chhina 

bhari mehfil me kaise kahu

tere bina muskil hua mera jina 

ho china mina china hoye, china mina china

Explore this song