Roman script

bas ye kasur kiya hai huzur

ke tumko jo dekha hume pyar aa gaya 

bas ye kasur kiya hai huzur

ke tumko jo dekha hume pyar aa gaya 

main janu dildar ke jhutha tera pyar

na jane phir kaise aitbaar aa gaya

main janu dildar ke jhutha tera pyar

na jane phir kaise aitbaar aa gaya

choti si kahani afsana ban gayi

dekho khud shama parwana ban gayi

choti si kahani afsana ban gayi

dekho khud shama parwana ban gayi

huye bekarar kuch aise baar baar

ke tadpe to dil ko karar aa gaya

main janu dildar ke jhutha tera pyar

na jane phir kaise aitbaar aa gaya

chahe badnami ho zamane bhar ki

chahe khak ban jaye tere dar ki

chahe badnami ho zamane bhar ki

chahe khak ban jaye tere dar ki

pyar ki kasam usi ke huye hum

ke jis pe ye dil ek baar aa gaya

main janu dildar ke jhutha tera pyar

na jane phir kaise aitbaar aa gaya

najro ka sauda najro se kijiye

jaisa dil liya waisa dil dijiye

mili jo najar huye bekhabar

jaisa dil liya waisa dil dijiye

mili jo najar huye bekhabar

ke bin peeye humko khumar aa gaya

main janu dildar ke jhutha tera pyar

na jane phir kaise aitbaar aa gaya

bas ye kasur kiya hai huzur

ke tumko jo dekha hume pyar aa gaya 

bas ye kasur kiya hai huzur

ke tumko jo dekha hume pyar aa gaya

Explore this song