Roman script

ho bas qayamat ho gayi ho bas qayamat ho gayi 

ek hasin najini se mohabbat ho gayi 

ho bas qayamat ho gayi 

need aapni kho gayi dillgi mein dil gaya 

need aapni kho gayi dillgi mein dil gaya 

aur diwana hume naam yaaro mile gaya 

husn ki ishq pe ye inayat ho gayi ho 

ho bas qayamat ho gayi 

hum khyalo mein mile yu mulakate hui 

hum khyalo mein mile yu mulakate hui 

hothon pe na aayegi un se jo bat hui

bas yahi jaan lo duniyan jannat ho gayi 

ho bas qayamat ho gayi 

ho gaye khamosh hum bejubano ki tarah 

ho gaye khamosh hum bejubano ki tarah 

baat logo mein chali ye fasano ki tarah 

har juba har najar ko shikayat ho gayi 

ho bas qayamat ho gayi ho bas qayamat ho gayi 

ek hasin najini se mohabbat ho gayi 

ho bas qayamat ho gayi

Explore this song