Roman script

bas me kar ke bebas kar gaye

bas me kar ke bebas kar gaye

o baalam harjaai re

o baalam harjaai re

harjaai ke nind na aayi re

baalam harjaai re

dil bhi apna aankh bhi apni

ho dil bhi apna aankh bhi apni

isme peer parai re

isme peer parai re

harjaai ke nind na aayi re

baalam harjaai re

beete na barsaat re baalam

beete na barsaat re baalam

ab nahi bas ki baat re baalam

haay re baalam

dungi raam duhaai re

dungi raam duhaai re

harjaai ke nind na aayi re

baalam harjaai re

bas me kar ke bebas kar gaye

o baalam harjaai re

o baalam harjaai re

harjaai ke nind na aayi re

baalam harjaai re

aankh ne dil ki baat na maani

ho kar ke apni hi manmani

dukh se kar li sagaai re

dukh se kar li sagaai re

harjaai ke nind na aai re

baalam harjaai re

birha me bhi dil ghabraave

birha me bhi dil ghabraave

ankhiya se aansu barsa ke

haay barsa ke

aag se aag bujhaai re

aag se aag bujhaai re

harjaai ke nind na aai re

baalam harjaai re

bas me kar ke bebas kar gaye

bas me kar ke bebas kar gaye

o baalam harjaai re

o baalam harjaai re

harjaai ke nind na aayi re

baalam harjaai re

Explore this song