Roman script

gehraye jo andhere hosh gum se hain mere

kaatil hua sama kuch ho gaya to kya

bas ek zara kaha tum mano

has ke mujhe na yun dekha karo

gehraye jo andhere hosh gum se hain mere

katil huan sama kuchh ho gaya toh kya

bas ek zara kaha tum mano

has ke mujhe na yun dekha karo

gehraye jo andhere hosh gum se hain mere

katil hua sama kuch ho gaya toh kya 

katil hua sama kuch ho gaya toh kya 

kuch bhi ab nahi sochna puchna ab kuch nahi

hmm itni fursat hain kise waqt ki hain kami

pal do pal jo mile hain, khul ke inko jee le

kal ka kise pata, kuch ho gaya to kya

bas ek zara kaha tum maano

has ke mujhe na yun dekha karo

dhime se is roshni mein bheni see khushbu ghuli

jadu ke jaisa nazara dekha na hoga kabhi

kyon na ho aaj in lamho se kuch haseen pal chura le

kal ka kise pata kuchh ho gaya toh kya

bas ek zara kaha tum mano

haske mujhe na yun dekha karo

gehraye jo andhere hosh gum se hain mere

katil hua sama kuch ho gaya to kya

katil hua sama kuch ho gaya to kya

Explore this song