Roman script

barkha rut bhi aaj ajab mastani hai

barkha rut bhi aaj ajab mastani hai

kho nahi jana kho nahi jana raat

badi tufani hai

barkha rut bhi aaj ajab mastani hai

kho nahi jana raat badi tufani hai

barkha rut bhi aaj ajab mastani hai

dono taraf vahi dil ki lagi hai

tu bhi kahe kya mai bhi kahu kya 

tu bhi kahe kya mai bhi kahu kya 

shole ki ik diwar khadi hai 

tum bhi karo kya mai bhi karu kya

tum bhi karo kya mai bhi karu kya

ander aag lagi hai bahar pani hai

kho nahi jana raat badi tufani hai

barkha rut bhi aaj ajab mastani hai

bahar jo tufa vahi ab 

sine ke andar lagta hai

bahar jo tufa vahi ab 

sine ke andar lagta hai

tan se lipat rhi laaj ki chunri

kya kahu kaisa dar lagta hai dar lagta hai

janam janam ki pyaas to aaj bujhani hai 

kho nahi jana raat badi tufani hai

barkha rut bhi aaj ajab mastani hai

kho nahi jana kho nahi jana raat

badi tufani hai

Explore this song