Roman script

barkha ka mausam ji ko jalake chala jaye

barkha ka mausam ji ko jalake chala jaye

haye re ye pani agan laga ke chala jaye

ji ko jalake chala jaye

barkha ka mausam ji ko jalake chala jaye

kabhi kabhi khoya hua mil bhi jaye

jaye josh me fir mud ke na aaye

kabhi kabhi khoya hua mil bhi jaye

jaye josh me fir mud ke na aaye

dharti se nabh tak andhera hi andhera

jane kab suraj layega sawera

sajan salona  kahi aisa no ho

gori tak aake chala jaye

ji ko jalake chala jaye

barkha ka mausam ji ko jalake chala jaye

haye re ye pani agan laga ke chala jaye

ji ko jalake chala jaye

barkha ka mausam ji ko jalake chala jaye

Explore this song