Roman script

baarish ki ye bunde, ye bunde baarish ki 

baarish ki ye bunde, ye bunde baarish ki 

mujhe ang lagaye chhine chain mera 

o mujhe yun sataey ho 

baarish ki ye bunde, ye bunde baarish ki 

mujhe ang lagaye chhine chain mera 

o mujhe yun sataey ho

baarish ki ye bunde, ye bunde baarish ki 

o mahki mahki ye fiza, tarsaye mera man 

bahki bahki ye hawa, chhuye mera tan 

mahki mahki ye fiza, tarsaye mera man 

bahki bahki ye hawa, chhuye mera tan 

kaari kaari badra, kaari kaari badra 

bane saajan mora, bane saajan mora 

kaari kaari badra, o bane saajan mora

aanchal udaaye mujhme simat jaye aur sataye 

baarish ki ye bunde, ye bunde baarish ki 

mujhe ang lagaye chhine chain mera 

o mujhe yun sataey ho

baarish ki ye bunde, ye bunde baarish ki 

rimjhim rimjhim ke ye barish 

barse madham madham 

jaise malhaar me nile re shaam aur pancham 

rimjhim rimjhim ke ye barish 

barse madham madham 

jaise malhaar me nile re shaam aur pancham 

piya piya badra, lagaye mohe kajara 

piya piya badra, o lagaye mohe kajara 

mujhko bulaye hay tarsaye aur sataye 

baarish ki ye bunde, ye bunde baarish ki 

mujhe ang lagaye chhine chain mera 

o mujhe yun sataey ho

baarish ki ye bunde, ye bunde baarish ki

Explore this song

Song video

Watch on YouTube