Roman script

barha dil me ek sawal aaya

barha dil me ek sawal aaya

aaj socha to ye khayal aaya

barha dil me ek sawal aaya

aaj socha to ye khayal aaya

do kadam saath bas chale tum hum

humsafar to na the kabi tum hum 

barha dil me ek sawal aaya

kisne socha tha din ye aayenge

apne saye bhi chhut jayenge

mai na janu mujhe khushi hai ya gham

humsafar to na the kabhi tum hum 

barha dil me ek sawal aaya

aaj socha to ye khayal aaya

do kadam saath bas chale tum hum

humsafar to na the kabhi tum hum 

barha dil me ek sawal aaya

dil hai bejar jism bejan hai

koi ehsaas hi nahi baaki

na ye aakhe ye soch ke hui nam

humsafar to na the kabhi tum hum 

barhaa dil me ek sawal aaya

aaj socha to ye khayal aaya

do kadam saath bas chale tum hum

humsafar to na the kabhi tum hum 

barha dil me ek sawal aaya

Explore this song