Roman script

barbadiyo ne hosh se 

barbadiyo ne hosh se begana kar diya 

ab aasuo ko dard ka afsana kar diya 

afsana kar diya hay afsana kar diya

ab aasuo ko dard ka afsana kar diya 

afsana kar diya hay afsana kar diya

aate nahi to yaad bhi tum apni rok lo 

aate nahi to yaad bhi tum apni rok lo 

dil ko tumahri yaad ne diwana kar diya 

diwana kar diya hay diwana kar diya 

jis ghar ko tumne pyar se aabad kiya tha 

jis ghar ko tumne pyar se aabad kiya tha 

us ghar ko tumne hay kyun virana kar diya 

virana kar diya hay virana kar diya 

barbadiyo ne hosh se begana kar diya 

begana kar diya hay begana kar diya

Explore this song