Roman script

barbadiyo ka hal hum dunia tujhe sunaye kya

dunia tujhe sunaye kya

barbadiyo ka hal hum dunia tujhe sunaye kya

dunia tujhe sunaye kya

barbadiyo ka hal hum

aasu bhi aaye mere nain bhige

dil ki lagi bujhaye kya

barbadiyo ka hal hum

rashte ki jab khabar na ho

manjil ka jab pata na ho

aage kadam badhaye kya

piche kadam hataye kya

barbadiyo ka hal hum

chaha tha hamne maut ko

lekin na maut aa saki

jine ki fir jahan me

mangenge hum duaye kya

barbadiyo ka hal hum

hamne na paya aye dil

dil leke bijli gir padi

khilte hue chaman me hum

ab aashiya banaye kya

barbadiyo ka hal hum dunia tujhe sunaye kya

Explore this song