Roman script

O ho o o…

Ude ude phire raaton ko

Jeeyein jeeyein jeele khwabon ko

Dhuaan dhuaan samaa hai dekho.. woh oo wo..

Dhare hain kyun beh jaane do.. ho!

Chalo jale jale phirein

Doob kar marein

Shararatein sab karein

Barbadiyan.. meethi lage aazadiyaan…

O ho o o…

Khud ko kar Khuda sab kuch tabaah kar de

Humein jo bhi ho pata Saare gunaah kar de

Neeli neeli aag haan bhar le nigaahon mein

Jalti daastaan rakh de hawaaon mein.. woh o o…

Chalo jale jale phirein

Doob kar marein

Shararatein sab karein

Barbaadiyaan.. meethi lage aazadiyaan…

Ho.. dil kahe to phir nas nas dhadhakne de

Leharon ko tod de, dariya ubalne de

Aaja phir thaam lein, anjaani raahon ko

Hoga par choomna, apni sazaaon ko.. o o o!

Chalo jale jale phirein

Doob kar marein

Shararatein sab karein

Aazaadiyaan, dengi humein barbadiyan

Barbaadiyan, meethi lage aazadiyaan

Aazadiyaan, dengi hamein barbadiyan

Barbadiyan, meethi lage aazadiyaan…

woh o o..

Explore this song