Roman script

aahaa, ho haa ho he ho haa

barkhaa ki raat me he ho haa

barkhaa ki raat me he ho haa

ras barse nil gagan se

ras barse nil gagan se

barkhaa ki raat me he ho haa

barkhaa ki raat me he ho haa

ras barse nil gagan se

ras barse nil gagan se

barkhaa ki raat me he ho haa

barkhaa ki raat me he ho haa

tap tap aaye meraa aachal bhigoye

tap tap aaye mere mukhade ko dhooye

tap tap aaye meraa aachal bhigoye

tap tap aaye mere mukhade ko dhooye

meraa kaanp kaanp jaaye jiyaa budan se

ras barse nil gagan se

barkhaa ki raat me he ho haa

barkhaa ki raat me he ho haa

koi kahe baadal se moti gire

koi kahe raat haaye roti phire

koi kahe baadal se moti gire

koi kahe raat haaye roti phire

mai to maang laai saawan ko phaagan se

ras barse nil gagan se

barkhaa ki raat me he ho haa

barkhaa ki raat me he ho haa

bhige hai tan phir bhi jaltaa hai man

jaise ke jal me lagi ho agan

bhige hai tan phir bhi jaltaa hai man

jaise ke jal me lagi ho agan

raam sab ko bachaaye is ulajhan se

ras barse nil gagan se

barkhaa ki raat me he ho haa

barkhaa ki raat me he ho haa

ras barse nil gagan se

ras barse nil gagan se

barkhaa ki raat me he ho haa

barkhaa ki raat me he ho haa

barkhaa ki raat me he ho haa

barkhaa ki raat me he ho haa

barkhaa ki raat me he ho haa

Explore this song