Roman script

milke saare sochte hai karna kya hai ab pyare

bheja gol gol tu ghuma

drink bana soda dal ek peg marle tu

khali peeli yu na muskura

jaana na socha na karna hai kya

aage ka plan kya hai tu ye bata

lafda jo hoga to karenge kya 

baraf me tension mila ke pija

jaana na socha na karna hai kya

aage ka plan kya hai tu ye bata

lafda jo hoga to karenge kya 

barf me tension mila ke pija

kuch to soch sale tu khada khada kya dekhta

iski baat mat tu sun ye sala sirf phenkta

itna kyu phenkta itna kya lapeta

itna kyu lapeta tu itna kyu hai phenkta

banti hai duniya ko maamu bana

aesh ka chhutta tu cash kara

lafda jo hoga to karenge kya

barf me tension mila ke pija

banti hai duniya ko maamu bana

aesh ka chhutta tu cash kara

lafda jo hoga to karenge kya

barf me tension mila ke pija

muchh ko chadha ke thulla dekho kaise ghoorta

patli gali se bhidu mai to hu khisakta

aise kyu khisakta aise kyu khisakta

aise kyu khisakta bidu aise kyu khisakta

naache ishare pe sikka yaha

pocket mai bhari to sab hai tera

lafda jo hoga to karenge kya

barf me tension mila ke pija

naache ishare pe sikka yaha

pocket mai bhari to sab hai tera

par lafda jo hogato karenge kya

barf me tension mila ke pija

Explore this song