Roman script

bansuriya 

bansuriya, haye tut gayi man ki

bansuriya, haye tut gayi man ki

wo jo geet

wo jo geet, nahi gaaye the maine

ha bikhar gaye wo geet

ek ek karke, sunte sunte

chali umariya beet

ek ek karke, sunte sunte

chali umariya beet

wo jo geet 

rut rove sawan ki, rut rove sawan ki

bansuriya, haye tut gayi man ki

kuch sapne to in naino se

kuch sapne to in naino se

aansu bankar bah gaye

aansu bankar bah gaye

aur kuch sapne aasha bankar

aur kuch sapne aasha bankar

dukhiya dil me rah gaye

dukhiya dil me rah gaye

man ke meet 

sudhbudh bhuli tan ki

sudhbudh bhuli tan ki

bansuriya 

bansuriya, haye tut gayi man ki

Explore this song