Roman script

bansuriya bole madhur ras ghole 

kya bole kya bole dhun sun ke tan man dole

bansuriya bole madhur ras ghole 

kya bole kya bole dhun sun ke tan man dole

bansi ki dhun me kanha pukare

bansi ki dhun me kanha pukare

samjhe na bholi radha ishare

samjhe na bholi radha ishare

bansi ki tan hai man ka sandesha

mil gayi lo radha jamuna kinare

bansuriya bole madhur ras ghole 

kya bole kya bole dhun sun ke tan man dole

jamuna kinare muskil hai jana

jamuna kinare muskil hai jana

deti hai sakhiya mohan ko tana

deti hai sakhiya mohan ko tana

so jaye jab meri sab nanadiya

tu bhi sawirya meri gali aana

bansuriya bole madhur ras ghole 

kya bole kya bole dhun sun ke tan man dole

Explore this song