Roman script

balma balma balma balma balma balma 

balma balma balma balma balma balma 

bansuriya ab ye hi pukare aa balma nadiya ke kinare 

bansuriya ab ye hi pukare aa balma nadiya ke kinare 

teri aankho se nindiya churaunga 

tere hontho se laali udaunga

bansuriya ab ye hi pukare aa balma nadiya ke kinare

tujhe sanso me apni basaungi 

tujhe apni najar me chhupaungi

bansuriya ab ye hi pukare aa balma nadiya ke kinare

aankhe bichhaye baithi thi dilbar ki chah me

kab se khadi thi mai yaha chahat ki rah me

tune jo di saja to mai tere pas aa gaya

dooniya bhula ke mai sanam tujhme sama gaya

diwani ho gayi thi mai tere pyar me

bechain ho rahi thi mai tere intjar me

tere intjar me, tere intjar me 

bansuriya ab ye hi pukare aa balma nadiya ke kinare

balma balma balma balma balma balma 

balma balma balma balma balma balma 

aa ja karib aa mere tujhko karar du

baho me teri pyar ke lamhe gujar du

hai aarju yahi meri tere samne rahu

kehani hai jitni bat mai tujhse woh sab kahu

mere sath hai tu sathiya har ik haal me

khoya rahu hamesha mai tere khayal me 

tere khayal me, tere khayal me 

bansuriya ab ye hi pukare aa balma nadiya ke kinare

teri aankho se nindiya churaunga 

tere hontho se laali udaunga

tujhe sanso me apni basaungi 

tujhe apni najar me chhupaungi

bansuriya ab ye hi pukareaa balma nadiya ke kinare 

bansuriya ab ye hi pukare aa balma nadiya ke kinare 

bansuriya ab ye hi pukare aa balma nadiya ke kinare 

bansuriya ab ye hi pukare aa balma nadiya ke kinare

Explore this song