Roman script

banno rani tumhe siyaani honi hi tha hona hi tha hona hi tha

ek raja ki tumko raani honi hi tha hona hi tha hona hi tha

banno rani ek din tumko banne raja ke ghar doli me jaake

hum sakhiyon se yun anjaani hona hi tha hona hi tha hona hi tha

banno rani tumhe sayaani honi hi tha hona hi tha hona hi tha

nainon main hai kaajal ke dore mehndi se rache haath gore

jhumar tera dam dam damke jhumka tera jham jham jhamke

haar galey mein jagmagaaye

aanchal tera resham resham haule haule madham madham

tu man hi man muskaaye tu man hi man muskaaye

sukh spanon mein yu mastaani honi hi tha hona hi tha hona hi tha

banno rani tumhe sayaani honi hi tha hona hi tha hona hi tha

banne raja jo paas aaye chaahe ki ye ghunghta uthaaye

dekho banno maan na jaana mukhda unko na dikhlaana

pehle sau baatein manvaana

kehna bolo karke salaami banno karoonga teri gulaami

main to hoon tera deewana main to hoon tera deewana

unhe deewana tumhe deewani hona hi tha hona hi tha hona hi tha

banno rani tumhe sayaani honi hi tha hona hi tha hona hi tha

ek raja ki tumko raani honi hi tha hona hi tha hona hi tha

banno rani ek din tumko, banne raja ke ghar doli me jaake

hum sakhiyon se yu anjaani honi hi tha hona hi tha hona hi tha

banno rani tumhe siyaani honi hi tha hona hi tha hona hi tha

Explore this song