Roman script

ban ke saansein meri aa mujh mein utar ja

ban ke saansein meri aa mujh mein utar ja

dil aur jigar ki nas nas guzar ja aa tu guzar ja

haan dil aur jigar ki nas nas guzar ja aa tu guzar ja

ban ke saansein meri aa mujh mein utar ja

rooh meri apni ko rooh se mila de

ishq ka koi naya manzar dikha de

rooh meri apni ko rooh se mila de

ishq ka koi naya manzar dikha de

sath tere jeene ki koi to wajha de

utre na kabhi tera aisa koi nasha de

mujh mein tu khushbu ban ke bikhar ja aa tu bikhar ja

ban ke saansein meri aa mujh mein utar ja

ban ke saansein meri aa mujh mein utar ja

rukti nhi hai tujhe paane ki chahatein

bechain rehne lagi hai meri khwahishein

rukti nhi hai tujhe paane ki chahatein

bechain rehne lagi hai meri khwahishein

sunna main chahu teri khamosh baatein

chahu main rangna tere sapno se raatein

kahun main dil ko teri yaadon se aa tu savar ja

ban ke saansein meri aa mujh mein utar ja

ban ke saansein meri aa mujh mein utar ja

Explore this song