Roman script

raat gaye haay ik banjaran gumshuda ho gayi

raat gaye haay ik prem pujaran phir khuda ho gayi

aaja phir se jannat chakha du ek hi raat hain

lab ye paimaane se peela du ek hi baat hain

raat gaye haay yehi banjaran gumshuda ho gayi

raat gaye haay woh prem pujaran phir khuda ho gayi haay

aara mehbuba mehbuba mehbuba mehbuba

mehbuba mehbuba mehbuba mehbuba mehbuba mehbuba mehbuba

raat tera sar urjha sadko pe nikle

raat tera sar urjha sadko pe nikle

badtameez meri parchhayi pakad ke chale

jism ke had se pare dil se kya arz kare

band kachehari me oo oo

band kachehari me chor dil ka maamla arz kare

hey raat kaafi nahi raat baaki nahi

hey raat kaafi nahi raat baaki nahi

aaj dil ki shamma bujha do raat kaafi nahi

jism se ek shola jala do raat baaki nahi haa

raat gaye haay ik aawara bewafa ho gayi

raat gaye woh prem pujaran phir khuda ho gayi

mehbuba mehbuba mehbuba

tujhko chhune ke baad se allah reham kare

tujhko chhune ke baad se allah reham kare

tujhko chhune ki ye zarurat kuch to kam kare

mastiya aise lute raat bhi so ke uthe

jaane woh kya dekhe haay oo

jaane woh kya dekhe haay subah to khwabo me so ke uthe

ye ye beparwaah hain laparwah hain

ye ye beparwaah hain laparwah hain

aatishe bikhari hain padi beparwaah hain

khwahishe sulagi huyi aur laparwah hain

raat gaye haay sokh pahadan behaya ho gayi

raat gaye woh prem pujaran phir khuda ho gayi

Explore this song