Roman script

bande, bande apna mol chukana

tujhe yaad karega jamana

bande, bande apna mol chukana

tujhe yaad karega jamana

bande, bande 

jivan hai anmol kamai

sada kiye ja sabki bhalai

jivan hai anmol kamai

sada kiye ja sabki bhalai

jis dukhiya ko jagat rulaye

usko jake hasana

jis dukhiya ko jagat rulaye

usko jake hasana

bujhe ki raakh jalana

bande, bande apna mol chukana

tujhe yaad karega jamana

bande, bande

sukh me dukh se dur na jana

dukh me dukh se kya ghabrana

sukh me dukh se dur na jana

dukh me dukh se kya ghabrana

aaj khila hai phul baag me

kal isko murjhana

aaj khila hai phul baag me

kal isko murjhana

naam amar kar jana

bande, bande apna mol chukana

tujhe yaad karega jamana

bande, bande apna mol chukana

Explore this song