Roman script

bandanawaz dekhiye aisa na kijiye

bandanawaz dekhiye aisa na kijiye

hum aapke hai humse ha 

hum aapke hai humse to parda na kijiye

hum aapke hai humse to parda na kijiye

uthna pade na aapko mehfil se phir kahi

ho uthna pade na aapko mehfil se phir kahi

humko nigahe shok shok

humko nigahe shok se dekha na kijiye

humko nigahe shok se dekha na kijiye

hai jiski aabtab se jannat ka husn maan

sharma gaya hai humse 

wahi chudhvi ka chand

sharma gaya hai humse 

wahi chudhvi ka chand chand

sharma gaya hai humse 

wahi chudhvi ka chand

ho us chnad ko salam kiya

kya gajab kiya

o itna hasin kaam kiya

kya gajab kiya

o itna hasin kaam kiya

kya gajab kiya

koi kare salam salam

koi kare salam to bigda na kijiye

bigda bigda bigda na kijiye

bigda bigda bigda na kijiye

bandanawaz dekhiye aisa na kijiye

hum shokhiya hujur ki 

kab tak kare maaf 

kahna padega aapse ab to ye saaf saaf

kahna padega aapse ab to ye saaf saaf

saaf saaf

kahna padega aapse ab to ye saaf saaf

o dastur husn aapko shayad pata nahi

o ye mehfile adab hai koi maikada nahi

o ye mehfile adab hai koi maikada nahi

pile do char zam zam

pile do char zam to bahka na kijiye

bahka bahka bahka na kijiye

bahka bahka bahka na kijiye

humko nigahe shok se dekha na kijiye

hanskar uthe salam kiya aur chal diye

nazro se kattle aam kiya aur chal diye

nazro se kattle aam kiya aur chal diye

chal diye

nazro se kattle aam kiya aur chal diye

o julfe zara si khol ke aanchal sambhal ke

o jane lage kaha hume uljhan me dal ke

o jane lage kaha hume uljhan me dal ke

jane bhi dijiye aji jane bhi dijiye

aji gussa na kijiye

gussa gussa gussa na kijiye

gussa gussa gussa na kijiye

bandanawaz dekhiye aisa na kijiye

tum hi nahi ho aur bhi aashiq hazaar hai

wo bhi hazaar jaan se hum par nishar hai

wo bhi hazaar jaan se hum par nishar hai

nishar hai 

wo bhi hazaar jaan se hum par nishar hai

o humko nahi kisi ki mohabbat ka aitbaar

o same wafa hai ek patange hai besumar

o same wafa hai ek patange hai besumar

kya kijiye jo aise 

kya kijiye jo aise me tauba na kijiye

tauba tauba tauba na kijiye

tauba tauba tauba na kijiye

humko nigahe shok se dekha na kijiye

bandanawaz dekhiye aisa na kijiye

hum aapke hai humse to parda na kijiye

bandanawaz dekhiye aisa na kijiye

humko nigahe shok se dekha na kijiye

thna pade na aapko mehfil se

humko nigahe shok se dekha na kijiye

bandanawaz dekhiye aisa na kijiye

hum aapke hai humse to parda na kijiye

Explore this song