Roman script

idhar magrur baithe hai idhar majbur baithe hai 
unhe adab karte hai jo hamse dur baithe hai 
banda parwar banda parwar mohobat ka salam le li je 
banda parwar banda parwar banda parwar banda parwar 
banda parwar mohobat ka salam le li je 
banda parwar mohobat ka salam le li je 
le le li je salam le li je 
le le li je salam le li je 
nigaho se nigaho ka payam le li je 
banda parwar mohobat ka salam le li je 
gulo ki tazgi kahde ya man ki dilkashi kah de 
ijazat ho to hum tumko apni zindagi kah de 
apni zindagi kah de apne hai ya paraye hai
pahchaan lo hame dildar ho to 
dil ka khuda maan lo hame 
isharo ki ye saugate adao ki ye barate 
tumhare husn ke kisse hamare ishk ki bate 
hamare ishk ki bate shrama ke muh na modo na modo 
wallah dil na todo na todo 
ho duniya to hai deewani duniya ki baat chodo 
chodo duniya ki baat chodo 
ji chodo duniya ki baat chodo 
buri chiz hai ya bhali chiz hai 
mahobat bade kaam ki chiz hai 
jane jana sila dije hame bhi chahat ka 
jane jana jana jana 
jane jana sila dije hame bhi chahat ka 
hame bhi chahat ka haan zara sa 
haan zara sa muramaat se bhi kam le li je 
banda parwar mohobat ka salam le li je 
gadar ho kahkasha ho tum chaman ho gulsita ho tum 
mohobat tumse zinda hai mohobat ka jaha ho tum 
mohobat ka jahan ho tum joshe 
junu se hamne bada kaam le liya 
sar pe tumhare ishq ka ilzam liya 
mere dil ki sada banke ada banke haya banke 
banaya hai mujhe sufi to rahna sufiya banke 
to rahna sufiya banke dushman ke war sare sare 
bekar honge pyare pyare aisa sabak sikha de 
dekhe ye din me tare tare dekhe ye din me tare 
ji tare dekhe ye din me tare 
jawa zindagi bhar irade rahe 
jawa zindagi bhar ye waade rahe 
sare waade haan sare wade sabhi kasme 
hamare janib se sare wade wade wade 
sare wade sabhi kasme hamare janib se 
hamare janib se hamare janib se 
ho sake to aji ho  sake to haan
banda parwar mohobat ka salam le li je 
aa aa aa junu ki bekarari ka nazar ki raz dari ka 
junu ki bekarari ka nazar ki raz dari ka 
zamana inteha lega hamari  jaankari ka 
sham o sahar se kah do kah do 
dard de jigar se kah do kah do 
pahle nazar ko samjhe apni nazar se kah do 
kah do apni nazar se kah do 
kah do apni nazar se kah do 
nazar ne ye chup ke nazar se kaha 
mohabbat khudi hai mohabbat khuda
naaze dilbar haan naaze dilbar
sukune dil karare jaa banke
naaze dilbar dilbar dilbar naaze dilbar
sukune dil karare jaa banke karare jaa banke karare jaa banke
mere arman aa mere arman tamanne tamam le li je 
banda parwar mohobat ka salam le li je 
banda parwar mohobat ka salam le li je

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Anuradha Paudwal, Manna Dey, Mohammed Rafi