Roman script

idhar magrur baithe hai

udhar majbur baithe hai

unhe aadab karte hai

jo hamse dur baithe hai

banda parwar

banda parwar mohabbat ka salam le lijiye

banda parwar, banda parwar, banda parwar

banda parwar mohabbat ka salam le lijiye

banda parwar

banda parwar mohabbat ka salam le lijiye

le lijiye salam le lijiye

le lijiye salam le lijiye

nigaho se, nigaho se nigaho ka payam le lijiye

banda parwar mohabbat ka salam le lijiye

gulo ki taajgi kah de chaman ki dilkashi kah de

izazat ho to ab tumko hum apni zindagi kah de

ji apni zindagi kah de 

apne hai ya paraye hai pahchan lo hame

dildar ho to dil ka khuda man lo hame

isharo ki ye saugate adaao ki ye baraate

tumhare husn ke kisse hamare ishk ki bate

hamare ishk ki bate

sharma ke muh na modo, na modo

wallah dil na todo, na todo

dunia to hai diwani dunia ki baat chodo

chhodo dunia ki baat chodo

ji chhodo dunia ki baat chodo

buri chiz hai ya bhali chiz hai

mohabbat bade kaam ki chiz hai

jane jana 

jane jana sila dijiye hame bhi chahat ka

jane jana, jana jana

jane jana sila dijiye hame bhi chahat ka

chahat ka, chahat ka hame bhi chahat ka

ha jara sa

ha jara sa murabbse bhi kaam le lijiye

banda parwar mohabbat ka salam le lijiye

badar ho kahkasha ho tum

chaman ho gulsita ho tum

mohabbat tumse jinda hai

mohabbat ka jaha ho tum

mohabbat ka jaha ho tum

joshe junun se hamne bada kaam le liya

sar pe tumhare ishk ka ilzam le liya

mere dil ki sada banke 

ada banke haya banke

banya hai mujhe sufi to rahna sufiya banke

to rahna sufiya banke

dushman ke war sare sare bekar honge pyare

aisa sabak sikha de

dekhe ye din me tare tare 

dekhe ye din me tare

ji tare dekhe ye din me tare 

jawa zindagi bhar irade rahe

hamesha salamat ye wade rahe

sare wade ha

sare wade sabhi kasme hamari janib se

sare wade, wade, wade

sare wade sabhi kasme hamari janib se

janib se hamari janib se

ho sake to aji ho sake to 

ho sake to jawani ke hi naam le lijiye

banda parwar mohabbat ka salam le lijiye

junun ki bekarari ka nazar ki raazdari ka

junun ki bekarari ka nazar ki raazdari ka

jamana imtiha lega hamari ja nisari ka

shamo shahar se kah do kah do

darde jigar se kah do kah do

pahle najar ko samjhe apni najar se kah do

kah do apni najar se kah do

kah do apni najar se kah do

najar ne ye jhuk kar nazar se kaha

mohabbat khudi hai mohabbat khuda

naze dilbar ha 

naze dilbar sukune dil karare jaan banke 

naze dilbar, dilbar, dilbar 

naze dilbar sukune dil karare jaan banke 

jaan bake karare jaan bake

mere arman

mere arman tamannaye tamam le lijiye

banda parwar mohabbat ka salam le lijiye

banda parwar mohabbat ka salam le lijiye

Explore this song