Roman script

teri mummy ki chachi ki beti ki

bua ne nani ki fufi ko bola

ladka lafndar hai rehta chaurahe pe

khaaye baraf ka gola

phir bheji teri photo

photo kamal thi

husn pe main mar gaya

are mera band baj gaya

are main to hero ban gaya

are mera band baj gaya

saala main to ghodi chad gaya

are main to hero ban gaya

are mera band baj gaya haaye

are mera band baj gaya gaya

are mera band baj gaya gaya

are main to hero ban gaya gaya

bachpan se aata tha sapna

muhjko roj raat mein

ghunghat odh ke aayegi dulhan

dhudh ka glass haath mein

bachpan se aata tha sapna

muhjko roj raat mein

ghunghat odh ke aayegi dulhan

dhudh ka glass haath mein

uthna tha jaldi

sapne mein mast tha

sote hi reh gaya

are mera band baj gaya

are main to hero ban gaya

are mera band baj gaya

saala main to ghodi chad gaya

are main to hero ban gaya

are mera band baj gaya haaye

are mera band baj gaya gaya

are mera band baj gaya gaya

are main to hero ban gaya gaya

are main to hero ban gaya gaya

are mera band baj gaya.

Explore this song