Roman script

khuli najar kya khel dikhega duniya ka

band aankh se dekh tamasha duniya ka

khuli najar kya khel dikhega duniya ka

band aankh se dekh tamasha duniya ka

khuli najar kya khel dikhega duniya ka

band aankh se dekh tamasha duniya ka

aaj inshano ki bas ki jo duniya kahlaye

aaj inshano ki bas ki jo duniya kahlaye

na dekhe so chain se bathe dekhe so pachtaye

aisa hai kuch aaj najaara duniya ka

band aankh se dekh tamasha duniya ka

koi na isko dekh raha hai, isko pata jab chalta hai

koi na isko dekh raha hai, isko pata jab chalta hai

bhai mere jab jag walo ka asli rup nikalta hai

pal me badal jata hai naksha duniya ka

band aankh se dekh tamasha duniya ka

khuli najar kya khel dikhega duniya ka

band aankh se dekh tamasha duniya ka

khuli najar kya khel dikhega duniya ka

band aankh se dekh tamasha duniya ka

Explore this song