Roman script
banaane vaale kyaa tune banaane vaale kyaa tune yahi duniyaa banayi hai yahi duniyaa banayi hai banaane vaale kyaa tune banaane vaale kyaa tune yahi duniyaa banayi hai yahi duniyaa banayi hai hazaaro khubiyaan hote hue phir bhi burayi hai phir bhi burayi hai banaane vaale kyaa tune banaane vaale kyaa tune yahi duniyaa banayi hai yahi duniyaa banayi hai ye duniyaa aisi duniyaa hai samajh me kis ke aai hai samajh me kis ke aai hai parakhnaa bhi ye mushkil hai parakhnaa bhi ye mushkil hai isme kyaa burayi hai isme kyaa burayi hai chamakte chaand ko jab chaandani di daag kyo baante chamakte chaand ko jab chaandani di daag kyo baante banaakar khushnumaa phulo ko usme bhar diye kaante banaakar khushnumaa phulo ko usme bhar diye kaante agar aisaa na hotaa har koi magrur ho jaataa agar aisaa na hotaa har koi magrur ho jaataa jami se aasma takraake chakna-chur ho jaata jami se aasma takraake chakna-chur ho jaata banaane vaale ne ye sochkar duniyaa banayi hai parakhnaa bhi ye mushkil hai parakhnaa bhi ye mushkil hai isme kyaa burayi hai isme kyaa burayi hai banaane vaale kyaa tune banaane vaale kyaa tune yahi duniyaa banayi hai yahi duniyaa banayi hai banaane vaale ne ye sochkar duniyaa banayi hai
Song details
- Singer: Asha Bhosle
- Singer: Mohammed Rafi
- Film / album: Jal Pari (1952)
- Composer: Govind Ram
- Lyricist: Bharat Vyas
- Actor: Ashok Kumar
- Actor: Geeta Bali
- Actor: Bipin Gupta
- Actor: Nalini Jaywant
- Actor: Tiwari
- Actor: Sunder
Song video
singer: Asha Bhosle, Mohammed Rafi
actor: Ashok Kumar, Nalini Jaywant