Roman script

ban me bahaar aa gayi

ban me bahaar aa gayi

tu man me aaja, tu man me aaja

ban me umang chha gayi

ban me umang chha gayi

tu man me chha ja

jag hariyaali, kadam kadam par ambua mahke

koyal bole daali daali

tu bhi kuk suna

saajan aaja aa

man ki nagri aaye basa ja, aa

saajan aaja aa

man ki nagri aaye basa ja

tu hi man ka raja

tu hi man ka raja

tumhe main bulaaun

main kaahe aaun

kaan karo ek baat sunaaun, kya kya

vo baat nahi kehne ki

vo baat nahi kehne ki

par main nahi chup rehne ki

vo baat nahi kehne ki

par main nahi chup rehne ki

tu man me aa ja

ban me bahaar aa gayi

tu man me aaja

ban me umang chha gayi

ban me umang chha gayi

Explore this song